Wednesday, September 2, 2020

urdu sad ghazal dil ki kitab main gulab un ka tha

urdu sad ghazal



ghazal

dil ki kitab main gulab un ka tha

raat ki neendon main khuwab un ka tha

kitna pyar karte ho jab hum ne pocha

mar jaenge tumhare bina ye jawab un ka tha

hui jo dunya khilaf hamare

to pathron main pehla waar un ka tha

marte waqt hamari suni jo aah dunya ne

us  aakhri aah main bhi naam un ka tha
 

No comments:

Post a Comment

Jaun Elia Quotes In Urdu

Jaun Elia Quotes In Urdu Jaun Elia Quotes In Urdu Jo Marne Se Pehle Mar Jate Hain  Wo Kambakht Kabhi Nahi Marte Jaun Elia